baraso ke bad aai mujhako yaad - बरसों के बाद - lyrics

Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat

Mere husn ko bekhudi ki hawa di
Jal raha badan aag tune laga di
Mere husn ko bekhudi ki hawa di
Jal raha badan aag tune laga di

Mera vaada hai mein dilbar
Tujhe bechain kar dungi
Bujhaaungi agar saadi
Tujhe baahon mein bhar lungi
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat

Aaj to sanam ruth badi hai suhaani
Hosh mein kahaan ab meri ye jawaani
Aaj to sanam ruth badi hai suhaani
Hosh mein kahaan ab meri ye jawaani
Ghani zulfon ke saaye mein
Tujhe dilbar bithaungi
Zara ruk ja hai jaldi kya
Mein tere paas aaungi

Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat
Tere bin nahi guzare din
Tere bin nahi guzare raat

**********************


बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात

बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात

मेरे हुस्न को
बेख़ुदी कि हवा दी
जल रहा बदन
आग तूने लगा दी
मेरे हुस्न को
बेख़ुदी कि हवा दी
जल रहा बदन
आग तूने लगा दी
मेरा वादा है मैं दिलबर
तुझे बेचैन कर दूंगी
बुझाऊँगी अगर साडी
तुझे बाहों में भर लूंगी

बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात

आज तो सनम
रुत बड़ी है सुहानी
होश में कहाँ
अब मेरी ये जवानी
आज तो सनम
रुत बड़ी है सुहानी
होश में कहाँ
अब मेरी ये जवानी
घनी जुल्फों के साये में
तुझे दिलबर बिठाउंगी
ज़रा रुक जा है जल्दी क्या
मैं तेरे पास आऊंगी

बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
बरसों के बाद
आई मुझको याद एक बात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात
तेरे बिन नहीं गुज़ारे दिन
तेरे बिन नहीं गुज़ारे रात

Comments

Popular posts from this blog

If the world was ending I'd wanna be next to you - Lyrics

Te amo me te amo - Lyrics

जब कोई बात बिगड़ जाए - Lyrics ( My first fav Hindi Song )